Description
Hanuman Amritwani is a reflection of psalms committed to Ruler Hanuman, a loved figure in Hindu folklore known for his solidarity, dedication, and faithfulness to Master Rama.
The verses of Hanuman Amritwani commonly show profound dedication and recognition from Master Hanuman. They told about his courageous deeds and the heavenly parts of Hanuman.
Bhaktas frequently use Hanuman Amritwani as an interface with the divine, looking for security, power, and strength. The verses will cover parts of Hanuman's life, his birth youth, and his gathering with Ruler Rama.
to know more about this
Hanuman amritwani lyrics
Harpal Hi Saath Nibhate Hai
Uss Bhakt Shiromani Hanuman Ki
Mihma Aaj Sunte Hai
Jo Kadam Kadam Pe Raghuvar Ka
Jay Ram Siya Ram Jay Ram Siya Ram
Jay Jay Ram Jay Jay Ram
Din Poonam Ka Chait Sudi
Bajrang Bali Ka Janam Hua
Tab Vaanar Raj Kesari Ke Ghar
Khusiyo Ka Sanchaar Hua
Maata Anjani Ke Laad Kunwar
Uss Roj Dhara Per Aaate Hai
Uss Bhakt Shiromani Hanuman Ki
Mihma Aaj Sunte Hai
Jo Kadam Kadam Pe Raghuvar Ka
Treta Yug Mein Shri Ram Roop Mein
Bhagwan Vishnuji Avtaar Liye
Shri Ram Ki Seva Karne Ko
Shankar Jee Hanuman Bane
Maata Anjani Ki Khokh Mein
Vo Vaayu Ke Raste Aate Hai
Uss Bhakt Shiromani Hanuman Ki
Mihma Aaj Sunte Hai
Jo Kadam Kadam Pe Raghuvar Ka
Jai Ram Siya Ram Jai Ram Siya Ram
Jai Jai Ram Jai Jai Ram
Shiv Kaan Marg Se Pawan Ke Dwara
Maa Ke Garbh Mein Aaye The
Hanuman Ne Udne Ki Shakti
Pita Pawan Se Paye The
Iss Karan Hi Kesari Nandan
Hanuman Pawan Putra Kahlate Hai
Uss Bhakt Shiromani Hanuman Ki
Mihma Aaj Sunte Hai
Jo Kadam Kadam Pe Raghuvar Ka
Baala Pan Mein Hanu Samjh Khilona
Suraj Muh Mein Graas Kiya
Tab Andhkaar Mein Doobi Duniya
Jag Mein Haahaa Kaar Macha
Devo Ki Vinti Sunkar Ke
Suraj Ko Aan Chhudate Hai
Uss Bhakt Shiromani Hanuman Ki
Mihma Aaj Sunte Hai
Jo Kadam Kadam Pe Raghuvar Ka